Tuesday 5 July 2016

Eid ka chand falak par nazar aaia jis dam


Eid un ki guzri jin ko dedar yar naseeb hua


khushboo badal phool kalian shabnam teray nam


kitni eidian guzar gae tum bin


Eid aaie ha masarat ki payami ban kar


hum hi may na thi koi bat yad na tum ko aa skay


tari khawaish bas tari umeed karta ha koi


us say milna to eid mubarak kehna




Eid ka chand




Chak daman ko dakha to mila eid ka chand Apni tasveer khaa bhool gia eid ka chand


Chak daman ko dakha to mila eid ka chand
Apni tasveer khaa bhool gia eid ka chand
Un k abroay hameda ki trah theka ha
Apni aankhoo may bari dair chuba eid ka chand

Apnoo may jo ha shad usay eid mubarak Aur hum haa jisay yad usay eid mubarak 


Apnoo may jo ha shad usay eid mubarak
Aur hum haa jisay yad usay eid mubarak 
Apna to kisi tor say cut jaiay ga ya din
Tum jis say miloo aaj usay eid mubarak

Eid k chand ko dakhay na koi meray siwa Is k deedar ko ik saal guzara may nay


Eid k chand ko dakhay na koi meray siwa
Is k deedar ko ik saal guzara may nay

Bhool jaioo may tujay bhoolnay walay laken Yad aa jati ha to dakhty hi eid ka chand


Bhool jaioo may tujay bhoolnay walay laken
Yad aa jati ha to dakhty hi eid ka chand

Chand nikla to may logoo say lapat lapat k roya Gham k aansoo thy jo khussioo k bahany nikly


Chand nikla to may logoo say lapat lapat k roya
Gham k aansoo thy jo khussioo k bahany nikly

Kitni mushkloo say falak par nazar aata ha Eid k chand nay b andaz tumharay seekhay


Kitni mushkloo say falak par nazar aata ha
Eid k chand nay b andaz tumharay seekhay

Phollon ko jis trah bhnury miltay haa Aaio is eid pa hum b kahie miltay haa


Phollon ko jis trah bhnury miltay haa
Aaio is eid pa hum b kahie miltay haa
Apni is chahit ko
Pyaar bhari rafaqat ko

Katni eidian guzar gae tum bin  Ab khuda k liay na tarpana


Katni eidian guzar gae tum bin 
Ab khuda k liay na tarpana
Dakho,
Phir eid aanay wali ha
Eid k sath tum b aa jana

Tanhaie k lamhat may Too nay kitna mahmoor ho kar dakha tha

       Roz Eid
Tanhaie k lamhat may
Too nay kitna mahmoor ho kar dakha tha
Meray gori banhoo may
Tari surkh churian thi


Bin taray jan-e-janaa qayamat hay chand rat Mat puch muj say kasi musabit ha chand rat


        (Bin Taray Chand Rat)
Bin taray jan-e-janaa qayamat hay chand rat
Mat puch muj say kasi musabit ha chand rat


Ho gi taray wastay bajhat ki abtada
Meray liay to sakht azziet ha chand rat

Hathoo may tera hath ha aur chand rat ha Hontoo pa dil ki bat ha aur chand rat ha


Hathoo may tera hath ha aur chand rat ha
Hontoo pa dil ki bat ha aur chand rat ha

Eid ka din ha aaj to galay mil lay zalim Kuch apnay husan ki kharat day do hum fakeeroo ko

Eid ka din ha aaj to galay mil lay zalim
Kuch apnay husan ki kharat day do hum fakeeroo ko


Jab wo tari taraf dakhiay To unhian kuch yad dalana


        "Aa Chand"
Jab wo tari taraf dakhiay
To unhian kuch yad dalana

Eid ab k jo baras aaie ho Rang o gham k tofhay samait laie ho

Eid ab k jo baras aaie ho
Rang o gham k tofhay samait laie ho


Monday 4 July 2016

Eid jab aati ha to milnay ka imkan rehta ha Mil kkia kahien gay soch k dil pareshan rehta ha

Eid jab aati ha to milnay ka imkan rehta ha
Mil kkia kahien gay soch k dil pareshan rehta ha


Har koi apnay chand say tha mahu ghuftgu May apna chand dhundta rha aur Eid guzar gae

Har koi apnay chand say tha mahu ghuftgu
May apna chand dhundta rha aur Eid guzar gae


Dastoor ha duniya ka magar ya to btaio... Hum kis say milian kis say kahaian Eid Mubarik

Dastoor ha duniya ka magar ya to btaio...
Hum kis say milian kis say kahaian Eid Mubarik


Rahoo ki ya sham aur yadoo ka ya sama Apni aankhoo may hargiz stary na laiay ga Rakhna sambhal k tum chand khushia meray liay May loat kar aaioo ga phir eid manaiay gay

Rahoo ki ya sham aur yadoo ka ya sama
Apni aankhoo may hargiz stary na laiay ga
Rakhna sambhal k tum chand khushia meray liay
May loat kar aaioo ga phir eid manaiay gay


Is eid par Wo meray sath nae Magar us ki yadian, us ki batian Sab mujay yad haa

Is eid par
Wo meray sath nae
Magar us ki yadian, us ki batian
Sab mujay yad haa


Chota sa ik lafz "Tumhari" Kitna pyara lagta ha Dil may khushioo k na jany Kitny phool khilata ha

Chota sa ik lafz "Tumhari"
Kitna pyara lagta ha
Dil may khushioo k na jany
Kitny phool khilata ha


Is eid par bohat socha Kon sa tofha nazar kroo

Is eid par bohat socha
     Kon sa tofha nazar kroo
          Kuch soch k hath buland kiay
                         Bohat si duaioo k phool
                                      Tumhari nazar gay....!!


Aur barh jati ha bhuli hui yadoo ki kasak Eid ka din to faqat zakham hray karta ha..!!!!!

Aur barh jati ha bhuli hui yadoo ki kasak
Eid ka din to faqat zakham hray karta ha..!!!!!


Sunday 3 July 2016

Kitni mushkilon se falak per nazar aata hai, Eid ke chand ne bhi andaaz tumhare seekhe..

Kitni mushkilon se falak per nazar aata hai,
Eid ke chand ne bhi andaaz tumhare seekhe..

Udhar se chand tum dekho, Idhar se chand hum dekhen, Nigaahain yu’n takrayen ke do dilon ki Eid ho jaye..

Udhar se chand tum dekho, Idhar se chand hum dekhen,
Nigaahain yu’n takrayen ke do dilon ki Eid ho jaye..

Eid ke chand ko koi dekhe na mere siwa, Iss ke deedar ko ik saal guzara mene..

Eid ke chand ko koi dekhe na mere siwa,
Iss ke deedar ko ik saal guzara mene..

Eid ke chand kahin aur ujaaley le ja, Mera weeran baseraa hi mujhe acha hai..

Eid ke chand kahin aur ujaaley le ja,
Mera weeran baseraa hi mujhe acha hai..


Bichre huyo’n ki yaad mein ankhain udaas hain, Aye Subah-e-Eid, Ghar ko sajaaon to kis tarah..

Bichre huyo’n ki yaad mein ankhain udaas hain,
Aye Subah-e-Eid, Ghar ko sajaaon to kis tarah..


Furqton ke rozay rakh raha hoon barson se, Chaand bhi nahin hota, Eid bhi nahin hoti..

Furqton ke rozay rakh raha hoon barson se,
Chaand bhi nahin hota, Eid bhi nahin hoti..


Tere kehne pe lagayi hai yeh mehndi mene, Eid per ab tu na aya to qayamat hogi..

Tere kehne pe lagayi hai yeh mehndi mene,
Eid per ab tu na aya to qayamat hogi..


Tumhari deed se mashroot* meri eid hai jaana

Tumhari deed se mashroot* meri eid hai jaana,
Naqaab-e-rukh zara phairo ke meri eid ho jaye..


Dekha eid ka chaand to maangi yeh dua rab se,

Dekha eid ka chaand to maangi yeh dua rab se,
Dede tera saath eid ka tohfaa samajh ke..


Us ki mehki hui yaadon ki sadaa jaag uthi,

Us ki mehki hui yaadon ki sadaa jaag uthi,
Door ufaq per jo nazar aya eid ka chaand..


Hattaa kar zulf chehre se na chhat pr shaam ko ana

Hattaa kar zulf chehre se na chhat pr shaam ko ana,
Kaheen koi eid na kar le abhi ramzaan baaqi hai..


Uss se milna to ussey eid mubarak kehna,

Uss se milna to ussey eid mubarak kehna,
Yeh bhi kehna meri eid mubaarak kar de..


May ik staray ki serit pa mir mita warna

May ik staray ki seerat pa  mar mita warna
Falak say karta rha chand b asharay mujay


Ya EID Na Guzzray~!!!

Bin dakhay ya rab ya eid na guzray gi
Kar pada koi sabab ya eid na guzray
Duniya ko dikhiya ha ik chand jo too nay
Muj ko b dikha dy ab ya eid na guzray gihttp://eidpoetry.blogspot.com/


Ya eid phir say loat aaie

Ya eid phir say loat aaie
Jo bichray haa wo kab lotian gayhttp://eidpoetry.blogspot.com/


Shahid tum aaio may nay isi antzar may

Shahid tum aaio may nay isi antzar may
Ab k bars ki eid b tanha guzar di http://eidpoetry.blogspot.com/


Eid k khayal nay khush to kar dia ha laken!!!!

Eid k khayal nay khush to kar dia ha laken!!!
Ab bi soch kar tumhian dil bohat udass hahttp://eidpoetry.blogspot.com/


taray kehnay pa lgaie ha ya mehndi may nay


Taray kehnay pa lgaie ha ya mehndi may nay
Eid par ab too na aaia to qayamat ho gi